Wednesday, August 15, 2012

Ruh

Dil taq pahunchnewale kayee mil jate hain,
Magar is ruh ko ab taq koi chhu bhi na paya,
Yeh adhuri sahi par tooti nahin is dil ki tarah...

Monday, August 13, 2012

Guzar gaya...

Guzar jane do sab waqt ki tarah;
Mere liye bhi guzar gaya hai koi;

Waqt nahin magar maut ki tarah...